zara dholki bajao gorio hame nach ke dikhao gorio
ho zara dholki bajao gorio hame nach ke dikhao gorio
najuk kamariya se jhum jhum ke jara thumka lagao goriyo
ye ghadi hai milan ki jan se janeman ki
ye ghadi hai milan ki jan se janeman ki
jara dholki uthao goriyo inhe nachna sikhao goriyo
jara dholki uthao goriyo inhe nachna sikhao goriyo
inhe naz hai bahut khud par inhe aayina dikhao goriyo
ye ghadi hai milan ki ek sajan se sajan ki
ye ghadi hai milan ki ek sajan se sajan ki
kajal bin ye kali aankhe sayad kajal dhund rahi hai
bin sawan ke barsega jo aisa badal dhund rahi hai
sadke teri chal pe jau teri adao pe mar jao
kisi vaid ko bulayo goriyo inki nabj to dikhao goriyo
inka para hai bahut chad gaya inka para niche lao goriyo
ye ghadi hai milan ki ek sajan se sajan ki
ye ghadi hai milan ki ek sajan se sajan ki
mehandi wale hath pe tere kis aashik ka nam likha hai
jisne dil ko pyar sikhaya us dilbar ka nam likha hai
pakdi gayi hai ab teri chori ab to sab sach kahde gori
inki bato me na aao goriyo inhe rashta dikhao goriyo
hame nakhre na dikhao goriyo hame apna banao goriyo
ye ghadi hai milan ki jan se janeman ki
ye ghadi hai milan ki jan se janeman ki
jara dholki uthao goriyo inhe nachna sikhao goriyo
najuk kamariya se jhum jhum ke jara thumka lagao goriyo
ye ghadi hai milan ki jan se janeman ki
ye ghadi hai milan ki ek sajan se sajan ki
ye ghadi hai milan ki ek sajan se sajan ki
ye ghadi hai milan ki jan se janeman ki
the original is much better. Adnan and Zeba do a much better job js.