Video of this song from youtube
Lyrics of Zara Samne To Aao Chhaliye, Chhup Chhup Chhalane Me Kya Raz Hai - ज़रा सामने तो आओ छलिये, छ्हुप छुप छलने में क्या राज
zara samne to aao chhaliye chhup chhup chhalne me kya raz hai
yun chhup na sakega paramatma meri atma ki ye aawaz hai
zara samne to aao chhaliye chhup chhup chhalne me kya raz hai
yun chhup na sakega paramatma meri atma ki ye aawaz hai
zara samne to aao chhaliye

ham tumhe chahe tum nahi chaho aisha kabhi na ho sakta
ham tumhe chahe tum nahi chaho aisha kabhi na ho sakta
pita apne balak se bichhud ke sukh se kabhi na so sakta
hame darne ki jag me kya bat hai jab hath me tihare meri laj hai
yun chhup na sakega paramatma meri atma ki ye aawaz hai
zara samne to aao chhaliye

prem ki hai ye aag sajan jo idhar uthe aur udhar lage
prem ki hai ye aag sajan jo idhar uthe aur udhar lage
pyar ka hai ye taar piya jo idhar saje aur udhar baje
teri prit pe bada hame naaz hai mere sar ka tu hi re sartaj hai
yun chhup na sakega paramatma meri atma ki ye aawaz hai
zara samne to aao chhaliye chhup chhup chhalne me kya raz hai
yun chhup na sakega paramatma meri atma ki ye aawaz hai
zara samne to aao chhaliye
lyrics of song Zara Samne To Aao Chhaliye, Chhup Chhup Chhalane Me Kya Raz Hai
Comments on song "Zara Samne To Aao Chhaliye, Chhup Chhup Chhalane Me Kya Raz Hai"
AppaRao Venkata Vinjamuri on Friday, December 20, 2013
This was India's first super-hit chart buster song.
It topped the weekly Binaca Geetmala, hosted by Amin Sayani, on Radio
Ceylon, every week for a whole year.
zara samne to aao chhaliye
chhup chhup chhalne me kya raz hai
yun chhup na sakega paramatma
meri atma ki ye aawaz hai

zara samne to aao chhaliye
chhup chhup chhalne me kya raz hai
yun chhup na sakega paramatma
meri atma ki ye aawaz hai
zara samne to aao chhaliye

ham tumhe chahe tum nahi chaho
aisha kabhi na ho sakta
ham tumhe chahe tum nahi chaho
aisha kabhi na ho sakta
pita apne balak se bichhud ke
sukh se kabhi na so sakta
hame darne ki jag me kya bat hai
jab hath me tihare meri laj hai
yun chhup na sakega paramatma
meri atma ki ye aawaz hai

zara samne to aao chhaliye

prem ki hai ye aag sajan jo
idhar uthe aur udhar lage
prem ki hai ye aag sajan jo
idhar uthe aur udhar lage
pyar ka hai ye taar piya jo
idhar saje aur udhar baje
teri prit pe bada hame naaz hai
mere sar ka tu hi re sartaj hai
yun chhup na sakega paramatma
meri atma ki ye aawaz hai

zara samne to aao chhaliye
chhup chhup chhalne me kya raz hai
yun chhup na sakega paramatma
meri atma ki ye aawaz hai
zara samne to aao chhaliye
araniees on Sunday, May 09, 2010
Man Mohan Desai debut as director ( 1957 ), was a great Box office hit , Chaliya (Raj kapoor ), Budtameez & Bluff master of Shammikapoor were also directed by him. His second phase started with 1977 hit Amar Akbar Anthony till Mard 1985 of Amithab's. Just at 58 years of age ( 1-3-94) he left us.-Arani Apparai-Hyderabad-A.P.
jsingh1953 on Tuesday, March 27, 2012
I Once again feel Proud of being INDIAN & Having a rich heritage of INDIAN
SONGS. I listened this song in my very early childhood & I still Remember D
Lyric .Thanks for up-loading
Pankaj Patel on Monday, October 20, 2014
Jara samane toh aao chhaliye, chhup chhup chhalane me kya raj hai
Yu chhup na sakega parmatma, meree atma kee yeh aavaj hai
Jara samane...

???? !!! && >
Sreepada RAMA NAGESWARA RAO on Wednesday, April 29, 2015
'zara saamne to aao chhaliye' song from janam janam ke phere sung by rafiji
and lataji music composed by s.n.tripaaathiji - one of my most liking songs
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Janam Janam Ke Phere (1957)
B M Vyas, Manhar Desai, Nirupa Roy, Krishan Kumari, Amirbai KarnatakiManna Dey, Shamshad Begum, Lata Mangeshkar, Mohammed RafiBharat VyasS N TripathiManno Desai, Vijay SadanahSunil GoelJanam Janam Ke Phere at IMDB      Janam Janam Ke Phere at YouTube     |    Janam Janam Ke Phere at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type