zara sun lo hum apne pyar ka afsana kahte hai

hume ye duniya wale hume ye duniya wale
apka diwana kahte hai
zara sun lo hum apne pyar ka afsana kahte hai
hume to kaam hai bs chupke chupke yaad karne ka
muhabat ka mja aata nahi fariyad karne se
jo khamoshi se kar jaaye use parwana kahte hai

use parwana kahte hai aji parwana kahte hi
jo khamoshi se kar jaaye use parwana kahte hai
zara sun lo hum apne pyar ka afsana kahte hai
unhe ye duniya wale apka diwana kahte hai
kisi ke pyar ki khatir zamaane ki bhulaya hai
jinhe apna banane ke liye sab kuch lutaya hai
qayamat hai ke wo ab tak begana kahte hai

hume begana kahte hai aji begana kahte hai
qayamat hai ke wo ab tak begana kahte hai
zara sun lo hum apne pyar ka afsana kahte hai
unhe ye duniya wale apka diwana kahte hai
idhar bhi dekh kar ek baar sahib muskura dena
tumhari ek najar ka kaam hai pagal bna dena
jisey diwana tum kah do use diwana kahte hai

use diwana kahte hai aji diwana kahte hai
jisey diwana tum kah do use diwana kahte hai
zara sun lo hum apne pyar ka afsana kahte hai
unhe ye duniya wale apka diwana kahte hai
jahan se koche koche me pata pucha humne
kaha logo ne diwana to to yu hass kar kaha humne
muhabat karne walo ko sabhi diwana kahte

sabhi diwana kahte hai aji diwana kahte hai
muhabat karne walo ko sabhi diwana kahte
zara sun lo hum apne pyar ka afsana kahte hai
unhe ye duniya wale apka diwana kahte hai
jise dekho zamaane me kisi se pyar karta hai
kahi bhawara tadpta hai kahi parwana jalta hai
hajaro kahne wale ek hi afsana kahte hai

aji afsana kahte hai aji afsana kahte hai