Lyrics of Zara Jhum Le Jawani Ka Saman Hai Suhana - ज़रा झूम ले जवानी का समां है सुहाना
are o sun le sun le sun le sun le zara jhum le
ho zara jhum le jawani ka zamana hai suhana zara jhum le
ho zara jhum le jhum le zara jhum le
zara jhum le jawani ka zamana hai suhana zara jhum le
ho ye jiwan lahro ka rela jag do din ka mela re sun le
jag do din ka mela

kya paya duniya me jisne dil ka khel na khela
zara zara jhum le
ho zara jhum le jawani ka zamana hai suhana zara jhum le
ho zara jhum le jhum le zara jhum le
zara jhum le jawani ka zamana hai suhana zara jhum le
o biti ghadiya laut na paye chahe jitna chaho are re re
chahe jitna chaho

o ji aaj ka din hai apna gori kal kya na jane kya ho
zara zara jhum le
ho zara jhum le jawani ka zamana hai suhana zara jhum le
ho zara jhum le jhum le zara jhum le
zara jhum le jawani ka zamana hai suhana zara jhum le
o sone jaise din hai balam chandi jaisi rate
re balam chandi jaisi rate
ho balam ho balam chandi jaisi rate
o sone jaise din hai balam chandi jaisi rate
beet na jaye sama suhana sun le man ki bate
re balam sun le man ki bate zara jhum le
ho zara jhum le jawani ka zamana hai suhana zara jhum le
ho zara jhum le jhum le zara jhum le
zara jhum le jawani ka zamana hai suhana zara jhum le
ho zara jhum le ho zara jhum le ho zara jhum le

Such a joyful song almost makes one want to join the dance of the men and
women of the fishing community celebrating some thrilling event in their
lives. Heard it after a long time. The ambiance puts one on the Konkan
coast ,the salty breezes from the Arabian Sea almost touching the viewer's
skin. Thanks, Suhanee.