Video of this song from youtube
Lyrics of Zaraa Si Der Thi Baaki Bahaar Aane Me - ज़रा सी देर थी बाकी बहार आने में
zara si der thi baaki bahaar aane me
laga di aag muqaddar ne aashiyaane me
dil ki kahaani kehna to chaahe haay ri kismat kah na sake
dil ki kahaani kehna to chaahe haay ri kismat kah na sake
aankho se aansu behna to chaahe haay ri kismat bah na sake

khaamosh taaro, shab ke nazaaro dekho mohabbat ka anjaam dekho
khaamosh taaro, shab ke nazaaro dekho mohabbat ka anjaam dekho
kadmo me unke rehna to chaahe haay ri kismat rah na sake
kadmo me unke rehna to chaahe haay ri kismat rah na sake
dil ki kahaani kehna to chaahe haay ri kismat kah na sake

aankho me paani, hotho pe naale mohabbat huyi hai gamo ke hawaale
aankho me paani, hotho pe naale mohabbat huyi hai gamo ke hawaale
ik dil hamaara aur gam hazaaro haay ri kismat sah na sake
ik dil hamaara aur gam hazaaro haay ri kismat sah na sake
dil ki kahaani kehna to chaahe haay ri kismat kah na sake
lyrics of song Zaraa Si Der Thi Baaki Bahaar Aane Me
Comments on song "Zaraa Si Der Thi Baaki Bahaar Aane Me"
apparaoarani on Friday, October 22, 2010
One of the best song of Latha-CRamachandra - Rajendra Kishan combination, Often played on Jan-5th , the CR Day- Arani.Apparao-Hydrabad-A.P.
6604807 on Wednesday, March 18, 2009
The only song sung with a nasal voice by Lata.Thanks for uploading.I love
it!!!!! I am Kalim Chishtie from Karachi.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Sagai (1951)
Premnath, Gope, Rehana, Iftekhar, Poornima, Sunder, Yakub, Vijayalaxmi, Hiralal, CuckooAmirbai Karnataki, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shamshad Begum, Talat MahmoodRajendra KrishanC RamachandraH S RawalSagai at IMDB      Sagai at YouTube     |    Sagai at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type