be asar hain
sari aahe ilteja ye raayega
na koi humdard apna na koi meharbaan
o hum sunaye kisko apni dastaane bebasi
zindagi ae zindagi
zindagi ae zindagi
zindagi ae zindagi
zindagi ae zindagi
ik pal mein jaane ki kismat
chaal kaisi chal gayi
loriyan thi jo labhon pe
aahon mein kyun dhal gayi
kyun aansuon mein beh gaye woh
khwaab jo ankhon mein the
dil ki har ik
aarzoo bhi saath dil ke jal gayi
o kis tarah jhele
koi ab waqt ki ye sandili
zindagi ae zindagi
zindagi ae zindagi
zindagi ae zindagi
zindagi ae zindagi
bujh gaya har ek manzar
chaand taare kho gaye
na woh aayi jo banwar mein
do kinare kho gaye
in raaston se mitt gaye
saare hi kadmon ke nishaan
mera humsafar khoya toh jaise
sab sahare kho gaaye
ho manzilein bhi ajnabi hain
rahguzar bhi ajnabi
zindagi aye zindagi
zindagi aye zindagi
zindagi aye zindagi
zindagi aye zindagi
bhatke hue hai raahon mein
insaan tere ya rabb mere
insaniyat bhoole hai yeh
insaan tere ya rabb mere.
sab jaan ke anjaan hai
bas naam ke insaan hai
hai bas se bhi badtar hue
insaan tere ya rabb mere
mere khuda karam ka apne jalwa dikha
tu sahara de
sunahon mein doobe dilon ki ilteja
tu sahara de
mere khuda, mere khuda
tu sahara de
mere khuda, mere khuda
tu sahara de