Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Zindagi Ek Natak Hai - II
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Zindagi Ek Natak Hai - II - जिंदगी एक नाटक है
zindagi ek natak hai
hum natak me kam karte hai
zindagi ek natak hai
hum natak me kam karte hai
parda uthate hi parda girte hi
sab ko salam karte hai
hum natak me kam karte hai
zindagi ek natak hai
hum natak me kam karte hai
parda uthate hi parda girte hi
sab ko salam karte hai
hum natak me kam karte hai
zindagi ek natak hai
hum natak me kam karte hai

khel me kabhi bajati hai taliya
aur kabhi log dete hai galiya
khel me kabhi bajati hai taliya
aur kabhi log dete hai galiya
bure bante hai bhale bante hai
apna nam badanam karte hai
hum natak me kam karte hai
zindagi ek natak hai
hum natak me kam karte hai

ek rang manch ye sansar hai
chota bada har ek kalakar hai
ek rang manch ye sansar hai
chota bada har ek kalakar hai
jindagani ka is kahani ka
tamasha suboh sham karte hai
hum natak me kam karte hai
zindagi ek natak hai
hum natak me kam karte hai

chahre pe ek chara laga liya
laila majnu khud ko bana liya
chahre pe ek chara laga liya
laila majnu khud ko bana liya
jhutha saccha kya bura accha kya
jaisa nam waisa kam karte hai
hum natak me kam karte hai
zindagi ek natak hai
hum natak me kam karte hai
parda uthate hi parda girte hi
sab ko salam karte hai
hum natak me kam karte hai
zindagi ek natak hai
hum natak me kam karte hai
lyrics of song Zindagi Ek Natak Hai - II
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Naatak (1976)
Amar, Suraiyam Sofia, Kanwar, Pratima Devi, Shyam KumarAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed RafiAnand BakshiLaxmikant, PyarelalSohanlal KanwarC D Shah, Harish UpadhyayNaatak at IMDB      Naatak at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type