zindagi ka yu zuban par nam aana chahiye
zindagi ka yu zuban par nam aana chahiye
har taraf se pyar ka paygam aana chahiye
zindagi ka yu zuban par nam aana chahiye
bas maja jine ka
bas maja jine ka subah sham aana chahiye
zindagi ka yu zuban par nam aana chahiye
aadmi ko aadmi ke kam aana chahiye
zindagi ka yu zuban par nam aana chahiye
zindagi ka yu zuban par nam
jiwan khel hai dunia rail hai
chuk chuk chuk chuk chalo rail gadi ki tarah
khel ye khelo khiladi ki tarah
gir mat jana anadi ki tarah
jiwan khel hai dunia rail hai jit kar is khel me
jit kar is khel me ye nam aana chahiye
zindagi ka yu zuban par nam aana chahiye
zindagi ka yu zuban par nam
hasne se na rone se jagne se na sone se
hasne se na rone se jagne se na sone se
jikar bhi hota nahi gumnam hone se
nam hota hai jra badnam hone se
apne sar pe bhi koi
apne sar pe bhi koi ilzam aana chahiye
zindagi ka yu zuban par nam aana chahiye
zindagi ka yu zuban par nam
apne lab pe apni hi tarif ho to kya maza
apne lab pe apni hi tarif ho to kya maza
dusro ko aapse taklif ho to kya maza
dusro ko aapse
dusro ko aapse aaram aana chahiye
zindagi ka yu zuban par nam aana chahiye
har taraf se pyar ka bas maja jine ka
aadmi ko aadmi ke kam aana chahiye
zindagi ka yu zuban par nam aana chahiye
zindagi ka yu zuban par nam