jindagi ki in raho mein log aate hai jate hai
ek duje ko akasar wo bhul jate hai
jindagi ki in raho mein log aate hai jate hai
ek duje ko akasar wo bhul jate hai
saamne se gujare ham to hamko kasam
pyar tumse ho jayenga aisa to socha na tha
jindagi ki in raho mein log aate hai jate hai
ek duje ko akasar wo bhul jate hai
bato bato mein bate hone lagi
aankho aankho mein rate hone lagi
bato bato mein bate hone lagi
aankho aankho mein rate hone lagi
naa jaane kab se pyase the ham
saawan ki narsate hone lagi
aise ye dil kho jayenga aisa to socha na tha
jindagi ki in raho mein log aate hai jate hai
ek duje ko akasar wo bhul jate hai
hamko naa tumko hui ye khabar
kab raste mil gaye mod par
hamko naa tumko hui ye khabar
kab raste mil gaye mod par
bas tham kar hath chalne lage
ham dono yu ban gaye hamsafar
hona tha ye ho jayenga aisa to socha na tha
jindagi ki in raho mein log aate hai jate hai
ek duje ko akasar wo bhul jate hai
jaadu sa jaise koi chha gaya
aanchal jab uska yu lahra gaya
jaaadu sa jaise koi chha gaya
aanchal jab uska yu lahra gaya
fir kya pata kya hua kab hua
dil to dil hai ye dil aa gaya
aayenga dil to jayenga na aisa to socha na tha
jindagi ki in raho mein log aate hai jate hai
ek duje ko akasar wo bhul jate hai