jab jab bhi uthaye pap ne sar
kiyo punay ne sanghar
har yug me ravan kans huye
har yug me huye avtar
khun me sani hai kyun aaj rotiya
pani kyu bana jahar
jal raha hai kyu chaman
jal raha hai kyu chaman
nochta hai kyu bhayi bhayi ki botiya
jindgi hai kya tu bata tu bata
tu bata tu bata tu bata tu bata
jindgi kohram hai jindgi kohram hai
kisko yaha aaram hai kisko yaha aaram hai
badh hai koi is duniya me
aur koi badnam hai badnam hai
jindgi kaho ram hai kisko yaha aaram hai
badh hao koi is duniya me
badh hai koi is duniya me
aur koi badnam hai badnam hai
jindgi kohram hai
kisko yaha aaram hai
dharm yudh mulla pandit ka
kram yudh balwan hai
dharm yudh mulla pandit ka
kram yudh balwan hai
bujh na jaye bujh na jaye
deep saty ka prshn hai teri aan ka
pag pag par teri priksha
pag pag par sangram hai sangram hai
jindgi kaho ram hai
kisko yaha aaram ahi
nyaye aur anyaye ka jhgda
sadiyo se hai is jag me
sadiyo se hai is jag me
tu khud hai tu khud hai insaf ka suraj
is andhiyare jag me
koi nahi na khuda hai tera
tu khud anjam hai anjam hai
jindgi kohram hai
kisko yaha aaram hai
tufano se jo takraye usko manjhi kahte hai
tufano se jo takraye usko manjhi kahte hai
goli khakar jo muskaye
goli khakar jo muskaye usko gandhi kahte hai
saty ahinsa parmodhrm saty ahinsa parmodhrm
saty ahinsa parmodhrm saty ahinsa parmodhrm
tu hi krishna tu hi arjun
tu pursotam ram hai tu ram hai
jindgi kohram hai kisko yaha aaram hai
badh hai koi is duniya me
aur koi badnam hai badnam hai
jindgi kohram hai
kisko yaha aaram hai