chhoti khushiyo ko pyari pyari ankhiyo ko
hansi bhari lamho ko man bhari chahato ko
dil ke ujalo ko chamkate tare ko
sun in vadiyo ko bahti nadiyo ko
kahte hai ye tumse hai sath mein hum tere
kahte hai ye tumse hai sath mein hum tere
kahte hai ye tumse hai sath mein hum tere
kahte hai ye tumse hai sath mein hum tere
zindagi nahi aasan zindagi nahi aasan
zindagi nahi aasan zindagi nahi aasan
dhundhli manjilo ko safar ke badalo ko
jhuki in nazaro ko andheri raat ko
sun sachchai ko is tanhai ko
kehte hai ye tujhse hai ab bhi hum sang tere
bhula tu na dena bas hum hi hum tere
zindagi nahi asan zindagi nahi asan
zindagi nahi asan zindagi nahi asan
dukh bhare rasto ko dhundli manzilo ko
rulati in sapno ko safar ke kato ko
sune se sajis ko andheri raat ko
kahte hai ye tujhse pal bhar hu main sang tere
jina tu sikhega kyu rah ke sang mein mere
zindagi nahi asan zindagi nahi asan
zindagi nahi asan zindagi nahi asan