na bandho jor se muthhi jindagi ret hai
fisal jayegi kbra ki or bata ae jindagi
kidhar jayegi jaise os ki bund hai kapati hui
ghas nok par ye jindagi bas hwa ke
jhoke se bikhar jayegi
jaise os ki bund hai kapati hui
ghas nok par
harne ko kuchh nahi aur jitne ko
padi hai ye duniya
isse behatar ab koi baji phir na aayegi
phir na aayegi ye
jinagi dariya ki mouj
tinke si hasti apni
jinagi dariya ki mouj
tinke si hasti apni
jana chahe ya na chahe ye le hi jayegi
jidhar chahegi
na bandho jor se muthhi jindagi ret hai
fisal jayegi kbra ki or bata ae jindagi
kidhar jayegi kidhar jayegi
na bandho jor se muthhi jindagi ret hai
na bandho jor se muthhi
na bandho jor se muthhi jindagi ret hai
na bandho jor se muthhi jindagi ret hai