zindagi roz naye rang mein dhal jati hai

kabhi dushman to kabhi dost nazar aati hai

kabhi chha jaye baras jaye ghata bemausam

kabhi ek bund ko bhi ruuh taras jati hai
kabhi ek bund ko bhi ruuh taras jati hai
kabhi dushman to kabhi dost nazar aati hai
zindagi roz naye rang mein dhal jati hai
mere mahbi pe na ja mere gunaho ko na gin

koun hai jis se kabhi bhul na ho pati hai
koun hai jis se kabhi bhul na ho pati hai
kabhi dushman to kabhi dost nazar aati hai
zindagi roz naye rang mein dhal jati hai
toot jate hain bikhar jate hain moti sare

pyar ki mala kahin se bhi jo kat jati hai
pyar ki mala kahin se bhi jo kat jati hai
kabhi dushman to kabhi dost nazar aati hai
zindagi roz naye rang mein dhal jati hai
Ravi Bhatnagar Sir!! Excellent Composition!!! :) Proud of you sir!