zindagi se badi saza hi nahi
zindagi se badi saza hi nahi
aur kya jurm hai pata hi nahi
zindagi se badi saza hi nahi
itne hisso me bant gaya hoon main
itne hisso me bant gaya hoon main
itne hisso me bant gaya hoon main
mere hise me kuch bacha hi nahi
mere hise me kuch bacha hi nahi
zindagi se badi saza hi nahi
sach ghate ya badhe to sach na rahe
sach ghate ya badhe to sach na rahe
sach ghate ya badhe to sach na rahe
jhooth ki koi intehaa hi nahi
jhooth ki koi intehaa hi nahi
zindagi se badi saza hi nahi
jad do chaandi me chahe sone me
jad do chaandi me chahe sone me
jad do chaandi me chahe sone me
aaiana jhooth bolta hi nahi
aaiana jhooth bolta hi nahi
zindagi se badi saza hi nahi
aur kya jurm hai pata hi nahi
zindagi se badi saza hi nahi
Bahut Hee umda, Khoobsoorat Ghazal jo ki Marhoom Jagjeet Singh Sahab NAIN
baree khoobsoorti sey gayi Aur Pesh Ki hai. Bhai Sahab aapnain barey Anmol
Heeray chun kar pesh kiyey Hain.
Shukriya.