Lyrics of Zindagi Zindagi Chhoti Ho Ya Lambi Ho - जिंदगी जिंदगी छोटी हो या लंबी हो
hoye hoye hoye hoye hoye dhup o balle dhup o balle
haddipa haddipa haddipa insano se kyu jalte ho
tum bi insaan ho hare bare ye khet hai mandir
jinke tum bagwan ho jindagi jindagi jindagi
choti ho ya lambi ho ho choti ho ya lambi ho
kyu bite takrar me kyu na gujre pyar me
jindagi jindagi jindagi jindgi
man ki khidki khol ke rakho
jaane pyar ka jokha kab aa jaye
nafrat ke sab deep bhujakar
preet ke phool khila jaye jindagi jindagi
kyu dariye pyar kariye
sone ke angaare lage hai dharti par
ho dharti par ha dharti par
khusiyo ke bazar saje hai dharti par
ho dharti par ha dharti par
mehnat ki taqdir hai dane dane me
aur insaan ki taqdir hai dane dane me
dharti de aur bete khaye
fir bhi maa ke ghun na gaaye
hawao ko kah do aakar insaano ko ye samjaye
kyu na sab mil jhul kar baithe
ek pedh ki chaya me ek pedh ki chaya me
ek pedh ki chaya me ek barabar hissa baate
ek duje ki maaya me ek duje ki maaya me
ek duje ki maaya me haste haste karlo pyare
gam aur khusiyo ki batware
preet teri salah de di sabnam ban jaye angare
o dil hi ganga dil hi jamuna
dil hai mathura dil hi kashi
dil ho saaf to har din holi
har raat hai purmaasi
jindagi jindagi jindagi jindgi
choti ho ya lambi ho choti ho ya lambi ho
kyu bite takrar me kyu na gujre pyar me
jindagi jindagi jindagi jindgi