zulfo ka ye jaal
tu mujhpe hans hans ke mat daal
nahi mainfasne waala
zulfo ka ye jaal
tu mujhpe hans hans ke mat daal
nahi main fasne waala
koshish hain bekaar, milega kuchh bhi nahi sarkaar
laga hain dil pe taala, nahi main fasne waala
suna hain maine logo se, mohabbat andhi hoti hain
par main to samajhta hun, mohabbat gandi hoti hain
chhi chhi chhi chhi
wafa karna daga karana, kabhi jeena kabhi marana
mohabbat karne walao par, badi paabandi hoti hain
aapas ki hain baat, jalu kyu saari saari raat
nahi main bhola bhaala
zulfo ka ye jaal
tu mujhpe hans hans ke mat daal
nahi main fasne waala, nahi main fasne waala
ye tujhe kya ho gaya, kyu mere pichhe aati hain
bulaati hai ishaaro se, mujhe ullu banati hain
akela tha akela hun, akela hi rahunga main
dikha ke pyaar ke nakhare, mujhe yu aajmaati hain
sharmaa ke mat taal, samajhata hu main teri chaal
ki hain kuchh daal me kaala
zulfo ka ye jaal
tu mujhpe hans hans ke mat daal
nahi main fasne waala, nahi main fasne waala
mujhe maalum hain tu dil, nahi nazraane leti hain
agar badale me kuchh mango, to hans ke gol hoti hain
kabhi picture kabhi hotal, kabhi laali kabhi kaajal
bura mat maan ye teri mohabbat mahangi padati hain
hamara samane tum aisa, mafat baat mat bolo
bataao aaj kal kya maal hai, jo sasta milata hain
jara khana jara pinaa, jara lena jara dena
mohabbat karne waala ko, yahi sab karna mangta hai
tere jaisa pyaar nahi main karta mere yaar
ki main hu goa waala, are chal jhutha saala
zulfo ka ye jaal
tu mujhpe hans hans ke mat daal
nahi main fasne waala, nahi main fasne waala
nahi main fasne waala
One of my all time fav song :)