zulfon mein ek chehra
apna sa lag raha hain
wo samne hain phir bhi
sapna sa lag raha hain
lag raha hain, lag raha hain
zulfon mein ek chehra
apna sa lag raha hain
wo samne hain phir bhi
sapna sa lag raha hain
lag raha hain, lag raha hain
simte huye hain unke
aanchal mein sab nazare
hotho pe hain tabassum
aankho mein hain sharare
simte huye hain unke
aanchal mein sab nazare
hotho pe hain tabassum
aankho mein hain sharare
pehele bhi aisa jalwa
dekha sa lag raha hi
wo samne hain phir bhi
sapna sa lag raha hain
lag raha hain, lag raha hain
husno shabab ka ye
kaisa hain jadu chhaya
sab kuch bhula diya hain
jo kuch tha yaad aaya
husno shbaab ka yeh
kaisa hain jadu chhaya
sab kuch bhula diya hain
jo kuch tha yaad aaya
dil unki chahato mein
duba sa lag raha hain
wo samne hain phir bhi
sapna sa lag raha hain
lag raha hain, lag raha hain
khamoshiya hain lekin
dhadkan bata rahi hain
dono dilo ko jaise
nazdik la rahi hain
khamoshiya hai lekin
dhadkanb bata rahi hain
dono dilo ko jaise
nazdik la rahi hain
ulaft ka ek dariya
behta sa lag raha hain
wo samne hain phir bhi
sapna sa lag raha hain
lag raha hain, lag raha hain
zulfon mein ek chehra
apna sa lag raha hain
wo samne hain phir bhi
sapna sa lag raha hain
lag raha hain, lag raha hain