Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
1.99 - 149 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Zulm Bhi Karte Hai Aur Kahate Hai Fariyad Na Kar - ज़ुल्म भी करते है और कहते है फरियाद ना कर
zulm bhi karte hai zulm bhi karte hai
or kahte hai fariyad na kar
ek bulbul pe sitam o mere sayyad na kar
ek bulbul pe sitam

mai hu tera meri ummid ko nasad na kar
meri ulfat ko samjh le meri ulfat ko samjh le
mujhe barbad na kar meri ulfat ko samjh le
kuch na pucho bade jalim hai jamane wale
dil kahi aankh kahi ja ke milane wale
dil kahi aankh kahi ja ke milane wale
ab koi yad bhi aaye to use yad na kar
ek bulbul pe sitam o mere sayyad na kar
ek bulbul pe sitam

sab to jalim nahi hote hai jamane wale
sab to jalim nahi hote hai jamane wale
ishk me jan bhi dete hai nibhane wale
ishk me jan bhi dete hai nibhane wale
haye re betat na kar
meri ulfat ko samjhle mujhe barbad na kar
meri ulfat ko samjh le

pyar sach hai to hame koi shikayat hi nahi
pyar sach hai to hame koi shikayat hi nahi
ye na samjho ke hame tumse mohabbt hi nahi
ye na samjho ke hame tumse mohabbt hi nahi
pyar se dil me sama pyar ki fariyad na kar
pyar se dil me sama
lyrics of song Zulm Bhi Karte Hai Aur Kahate Hai Fariyad Na Kar
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Meraa Ghar Mere Bachche (1960)
Sohrab Modi, Sulochana, Sundesh, Subiraj, Kumar, Naaz, Daisy Irani, Nana PalsikarAsha Bhosle, Mohammad Rafi, Suman Kalyanpur, Seeta Agarwal, MukeshHasrat JaipuriSardar MalikSohrab ModiMeraa Ghar Mere Bachche at IMDB      Meraa Ghar Mere Bachche at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type