Lyrics of Zulmat Kade Men Mere Shab E Gam Kaa Josh Hai - ऐ ताज़ा वारेदान-ए-बिसात-ए-हवा-ए-दिल
zulmat-kade me mere shab-e-gam ka josh hai
ik shama hai dalil-e-sahar so khamosh hai
ne muzda-e-vishal ne nazara-e-jamal
muddt hui ki aashti-e-chasm-o-gosh hai
mai ne kiya hai hussan-khuda-aara ko behishab
ae shok han izazat-e-tashlim-e-hosh hai
gauhar ko aakd-e-gardan-e-khumban me dekhna
kya auj par sitara-e-gauhar-farosh hai
diddar bada hoshla shaki nighah mast
bajam-e-khayal mai-kada-e-be-kharosh hai
ai taazaa vaaredaan-e-bisaat-e-hawaa-e-dil
zinhaar gar tumhe havas-e-naav-nosh hai
dekho mujhe jo didaa-e-ibarat-nigaah ho
meri suno jo gosh-e-nasihat-ni_osh hai
shaki-b-zulwa dushman-e-i-eiman-o-aagahai
mutrib-b-nagama rehjan-e-tamkin-o-hosh hai
ya shab ko dekhate the ke har gosha-e-bisaat
daamaan-e-baagabaan-o-kaf-e-gul-farosh hai
luft-e-khiram-e-shaki o juk-e-sada-e-chang
ye jannat-e-nighah wo firdus-e-goush hai
yaa subah-dam jo dekhiye aakar to bazm me
nai wo surur-o-shor na josh-o-kharosh hai
daag-e-firaaq-e-sohabat-e-shab ki jali hu_i
ik shammaa rah ga_i hai so wo bhi khamosh hai
aate hain geab se ye mzami khayal me
galib sharir-e-khama nawa-e-srosh hai
zulmat-kade me mere shab-e-gam ka josh hai
ik shama hai dalil-e-sahar so khamosh hai