apalam chapalam, chap laayi re duniya ko chhod
teri gali aayi re aayi re aayi re
apalam chapalam, chap laayi re duniya ko chhod
teri gali aayi re aayi re aayi re
ho duniya ko chhod , teri gali aayi re aayi re aayi re
bada majabur kiya, haay tere pyaar ne
maar diya maar diya, haay tere pyaar ne
bada majabur kiya, haay tere pyaar ne
maar diya maar diya, haay tere pyaar ne
ab pachhataye dil, haay kit jaaye dil
ab pachhataye dil, haay kit jaaye dil
kaahe koyi aag lagayi re lagayi re lagayi re
apalam chapalam, chap laayi re duniya ko chhod
teri gali aayi re aayi re aayi re
ho duniya ko chhod , teri gali aayi re aayi re aayi re
tedha medha khel hai ye pyaar jo me janati
bhul ke bhi baat kabhi dil ki na manati
tedha medha khel hai ye pyaar jo me janati
bhul ke bhi baat kabhi dil ki na manati
dil beimaan hua, dekho ji paraya hua
dil beimaan hua, dekho ji paraya hua
roye roye jaan ganvayi re ganvayi re ganvayi re
apalam chapalam, chap laayi re duniya ko chhod
teri gali aayi re aayi re aayi re
ho duniya ko chhod , teri gali aayi re aayi re aayi re
daga dene vaala dekho kaisa daga de gaya
chhod gaya yaad aur dil mera le gaya
daga dene vaala dekho kaisa daga de gaya
chhod gaya yaad aur dil mera le gaya
maine hi qusur kiya, aise ko jo dil diya
maine hi qusur kiya, aise ko jo dil diya
sudh budh sab bisraayi re
apalam chapalam, chap laayi re duniya ko chhod
teri gali aayi re aayi re aayi re
ho duniya ko chhod , teri gali aayi re aayi re aayi re
A superb duet composed by C RAMCHANDRA and an IMMORTAL dance scene of INDIA cinema. Jis desh mein ganga has another such song called Kya huva muje kya pata.