bhojan ke nazarehai bhojan ke nazare hai
bhajiyo ki aankho me la la la la
bhajiyo ki aankho me khane ke ishare hai
laut gayi laut gayi ab bhukh hamari bhojan devi aayi hai
laut gayi laut gayi ab bhukh hamari bhojan devi aayi hai
chini ki paleto me rakh kar
chini ki paleto me rakh kar gehu ki roti aayi hai
laut gayi laut gayi
zindagi hai pet se pet se nibhaye ja
roti ke hatho me apna sar jhukaye ja apna sar jhukaye ja
zindagi hai pet se pet se nibhaye ja
roti ke hatho me apna sar jhukaye ja apna sar jhukaye ja
seb hai anar hai aam beshumar hai
seb hai anar hai aam beshumar hai
kele nimbu mausambi sab ke sab chabaye ja
kele nimbu mausambi sab ke sab chabaye ja
chabaye ja chabaye ja khaye ja khilaye ja
zindagi hai pet se pet se nibhaye ja
roti ke hatho me apna sar jhukaye ja apna sar jhukaye ja
garma garam hai pudiya saalan masaledaar hai
garma garam hai pudiya saalan masaledaar hai
khane ko chahta hai dil
khane ko chahta hai dil pet hua shikar hai
tu kaun si jhadi me meri gaiya hai aaja
tu kaun si jhadi me meri gaiya hai aaja
khane hai bache jitne yaha aake tu kha ja
khane hai bache jitne yaha aake tu kha ja
tu kaun si jhadi me meri gaiya hai aaja
bhajiyo ki aankho me la la la la
bhajiyo ki aankho me khane ke ishare hai
bhojan ke nazare hai bhojan ke nazare hai
la la la la
One of my favourite parodies! Great combination of sweet little Madhuri Ji
and the great Feroze Nizami Ji. List of songs parodied: 1. Khazanchi (1941)
- Sawan Ke Nazare Hain (Shamshad, Ghulam Haider) 2. Khazanchi (1941) - Laut
Gayi Papan Andhiyari (Shamshad) 3. Sikandar (1941) - Zindgi Hai Pyar Se
(Khan Mastana, Rafique Ghaznavi, Sheela, Meena Shorey, Menaka) 4. Khandan
(1942) - Mere Liye Jahan Mein (Noor Jehan) 5. Khandan (1942) - Tu Kaunsi
Badli Mein (Noor Jehan)