Video of this song from youtube
Lyrics of Jab Jab Bahaar Aaye Aur Phul Muskuraye - जब जब बहार आई और फूल मुस्कुराये
jab jab bahaar aayi aur phul muskuraye
mujhe tum yaad aayi mujhe tum yaad aaye
jab jab bahaar aayi aur phul muskuraye
mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye
jab jab bhi chand nikla aur tare jagmagaye
mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

apna koi taraana maine nahi banaya
apna koi taraana maine nahi banaya
tumne mere labo pe har ek sur sajaya
o jab jab mere tarane duniya ne gungunaye
mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

ek pyar aur wafa ki tasvir manta hu
ek pyar aur wafa ki tasvir manta hu
tasvir kya tumhe taqdeer manta hu
o dekhi najar ne khushiya ya dekhe gam ke saye
mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

jab jab bahaar aayi aur phul muskuraye
mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye
jab jab bahaar aayi aur phul muskuraye
mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye
jab jab bhi chand nikla aur tare jagmagaye
mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye
mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

apna koi taraana maine nahi banaya
apna koi taraana maine nahi banaya
tumne mere labo pe har ek sur sajaya
o jab jab mere tarane duniya ne gungunaye
mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

jab jab bahaar aayi aur phul muskuraye
mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye
jab jab bahaar aayi aur phul muskuraye
mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye
jab jab bhi chand nikla aur tare jagmagaye
mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye
mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

apna koi taraana maine nahi banaya
apna koi taraana maine nahi banaya
tumne mere labo pe har ek sur sajaya
o jab jab mere tarane duniya ne gungunaye
mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

ek pyar aur wafa ki tasvir manta hu
ek pyar aur wafa ki tasvir manta hu
tasvir kya tumhe taqdeer manta hu
o dekhi najar ne khushiya ya dekhe gam ke saye
mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

mumkin hai jindgani kar jaye bewfayi
mumkin hai jindgani kar jaye bewfayi
lekin ye pyar vo hai jisme nahi judayi
is pyar ke fasane jab jab jubaa pe aaye
mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye
jab jab bahaar aayi aur phul muskuraye
mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye
lyrics of song Jab Jab Bahaar Aaye Aur Phul Muskuraye
Comments on song "Jab Jab Bahaar Aaye Aur Phul Muskuraye"
RealMusicKing on Monday, March 21, 2011
Hello Yuan and thank you. Bharat Bhushan was at his peak in 50's. He loved Rafi after Rafi gave his best to him in Baiju Bawra and Shabab. Bharat was so happy with Rafi, he bought him a new Buick car in 1954. Come 1960's, Bharat Bhushan was finished. He died in a rented apartment. Sad what show business does to some people.
pionyt on Thursday, March 17, 2011
As promised, here's my translation for my non Hindi speaking friends. We
know translation kills beauty of words, but still... Part 1 Jab jab bahaar
aayi, aur phool muskuraaye whenever spring arrived, and flowers smiled
mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye I was reminded of you, I was
reminded of you.. Jab jab bhi chaand nikla, aur taare jagmagaye whenever
moon peeked through the clouds, and stars shimmered mujhe tum yaad
aaye,mujhe tum yaad aaye I was reminded of you,I was reminded of you.
pionyt on Thursday, March 17, 2011
Part 2 Apna koi taraana maine nahi banaaya, I never created any music of my
own... tumne mere laboN pe har ek sur sajaaya it was you who adorned my
lips with your tunes! jab jab mere taraane, duniya ne gungunaaye whenever
my songs were sung by the world mujhe tum yaad aaye... I was reminded of
you... Ek pyar aur wafaa ki, tasveer maanta hooN For me you are a living
image of love and faith tasveer kya tumhe maiN takdeer maanta hooN not just
that image, for me you are the destiny..
pionyt on Wednesday, March 16, 2011
@Yuan Yes, here in India Lata ji's versions of any song becomes more
popular than any other version. Of course, Lata ji deserves that as well,
but Rafi Sahab's style is his own and he is no less... both are the best
singers Indian Film industry has ever seen. For me, I used to hear it with
my family when I understood the individual words, but wasn't mature enough
to understand the feeling behind it. Now I do, and it's amazing :(. I will
write the translation here soon.Thanks!
yuanyuanyuanyin on Tuesday, March 15, 2011
- Thank you my dear friend for the nice comment and also thank you for the story line at the posting of "Crying For Mother - Amma Amma - Bahut Din Huwe... [1954] Lata's Both Versions".

Actually, I wanted to thank you then and there but if i did, the "sequence" will break and 2 comments will be in separate places. That is how YT work.
I wanted both comments together, one over the other, for others to read easily.
So I did not write there.
Thank you very much and may God bless you.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Taqdeer (1967)
Bharat Bhushan, Farida Jalal, Shalini, Kajal, Shushil, Jalal Aga, Johnny Walker, Kamal Kapoor, Agha, Ajay, Dinesh, Subhash GhaiLata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Meena, Mohammed Rafi, Sulakhshana Pandit, Usha MangeshkarAnand BakshiLaxmikant Kudalkar, PyarelalA SalaamTarachand BarjatyaTaqdeer at IMDB      Taqdeer at WikipediaTaqdeer at YouTube     |    Taqdeer at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type