jihal-e-masti makun-b-ranjish, bahal-e-hijr bechara dil hai

sunai deti hai jiski dhadkan, tumhara dil ya hamara dil hai

vo aake pahlu me aise baithe, vo aake pahlu me aise baithe
ke sham rangin ho gayi hai, ke sham rangin ho gayi hai
ke sham ragin ho gayi hai
zara zara si khili tabiyat, zara si gamgin ho gayi hai
zara zara si khili tabiyat, zara si gamgin ho gayi hai
jihal-e-masti makun-b-ranjish, bahal-e-hijr bechara dil hai
sunai deti hai jiski dhadkan, tumhara dil ya hamara dil hai
ajib hai dil ke dard, ajib hai dil ke dard
yaro na ho to mushkil hai jina iska
yaro na ho to mushkil hai jina iska
jo ho to har dard hai ek heera, har ek gum hai nagina iska
jo ho to har dard hai ek heera, har ek gum hai nagina iska
jihal-e-masti makun-b-ranjish, bahal-e-hijr bechara dil hai
sunai deti hai jiski dhadkan, tumhara dil ya hamara dil hai
kabhi kabhi sham aise dhalti hai ke jaise ghunghat utar raha hai
utar raha hai
kabhi kabhi sham aise dhalti hai ke jaise ghunghat utar raha hai
tumhare sine se uthta dhua, hamare dil se guzar raha hai
tumhare sine se uthta dhua, hamare dil se guzar raha hai
jihal-e-masti makun-b-ranjish, bahal-e-hijr bechara dil hai
sunai deti hai jiski dhadkan, tumhara dil ya hamara dil hai
ye sharm hai ya haya hai kya hai
najar uthate hi jhuk gayi hai
najar uthate hi jhuk gayi hai
tumhari palko se girke shabnam hamari aankho me ruk gayi hai
tumhari palko se girke shabnam hamari aankho me ruk gayi hai
jihal-e-masti makun-b-ranjish, bahal-e-hijr bechara dil hai
sunai deti hai jiski dhadkan, tumhara dil ya hamara dil hai
sunai deti hai jiski dhadkan, tumhara dil ya hamara dil hai
Great lyrics by Gulzar Sahab with quite deep meanings, Superb poetry in
Persian (Farsi) but very touching, can't be interperated only a person in
true love can experience this. I love this song since my teenage. Never
seen the video before; its okay by Mithun / Anita Raj and dance by Huma Khan