kabhi kabhi mere dil me, khayal aata hai
kabhi kabhi mere dil me, khayal aata hai
ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
tu ab se pahle sitaro me bas rahi thi kahi
tu ab se pahle sitaro me bas rahi thi kahi
tujhe zami pe bulaya gaya hai mere liye
tujhe zami pe bulaya gaya hai mere liye
kabhi kabhi mere dil me, khayal aata hai
ke ye badan ye nigahe meri amanat hai
ke ye badan ye nigahe meri amanat hai
ye gesuo ki ghani chhao hai meri khatir
ye hoth aur ye bahe meri amanat hai
ye hoth aur ye bahe meri amanat hai
kabhi kabhi mere dil me, khayal aata hai
ke jaise bajati hai shahnaiya si raho me
ke jaise bajati hai shahnaiya si raho me
suhag rat hai ghunghat utha raha hu mai
suhag rat hai ghunghat utha raha hu mai
simat rahi hai tu sharama ke apni baho me
simat rahi hai tu sharama ke apni baho me
kabhi kabhi mere dil me, khayal aata hai
ke jaise tu mujhe chahegi umar bhar yu hi
uthegi meri taraf pyar ki nazar yu hi
mai janata hu ke tu gair hai magar yuhi
mai janata hu ke tu gair hai magar yuhi
kabhi kabhi mere dil me, khayal aata hai
kabhi kabhi mere dil me, khayal aata hai

even if we will say that this movie is based on the real story of sahir ludhyanvi saheb so this is not a doubt about this,,bcoz this whole film says the story of that Great writer,, he loved his mother too much, when his mother died,aftr few days he also died,May Allah gave him a peace in his grave,bcoz Sahir gave unforgettable songs to indian film industry,like ye desh hai veer jawano ka,,kisi pathhar ki moorat se,,mai zindagi sath nibhata chala gaya,,jane wo kaise log,Etc,,this space is 2short