mere khuda kar jara ek dafa
dil dene ka keh jara falsafa
ye nachiz ek chiz uski mange hai tujhse
musafir ye dehliz uski mange hai tujhse
khudaya tu bata kaha uska pata
pata kar main uske bina bepata hu
bepata bepata bepata hu
khudaya tu bata kaha uska pata
pata kar main uske bina bepata hu
bepata bepata bepata hu
bejikar befikar mann ke dhundhar ke me yu aaye
lamho ki is bhid me mujhko pal de fursat ke
bas ek khayal uska hai din ki fitrat badal de
dil dene ka keh zara falsafa
hai chaaha use shiddto se yu tutt karke
woh kyu na mila muddto se yu ruth karke
khudaya tu bata kaha uska pata
pata kar main uske bina bepata hu
bepata bepata bepata hu
khudaya tu bata kaha uska pata
pata kar main uske bina bepata hu
bepata bepata bepata hu
there is no word in urdu as BE-PATA but in urdu poets have liberty to mould
words into there own style to express there thought without being irritated
by limited vocabulary...La-pata would havent expressed what poet wanna say
here so he modified it in to be-pata and dont forget the poet is indian he
must not have that rich URDU vocabulary... but whatever the song is
lovely.Be-nishan is the word which should have been used in here... 0-o