hawa chal padi, ghata chha gai
najar mil gai, kali khil gai
gajab ho gaya, jiya kho gaya, arre ho gaya
arre ho gaya, arre ho gaya, arre ho gaya
yeh kaise ho jata hai, yeh naa jane kab ho jata hai
yeh sabko ho jata hai, hamako bhi yeh pyar ho gaya
aankho me basja, mere dil me samaja
love you hamesha, meri bahon me aaja
yeh kaise ho jata hai, yeh naa jane kab ho jata hai hey
yeh sabko ho jata hai, hamako bhi yeh pyar ho gaya
sahiba re sahiba re, dhola re dhola re
sayoni aaj ghunghat kholiyo re
sahiba re sahiba re, dhola re dhola re
sachon hai pyar jhut naa boliyo re
ghata chha gai, najar mil gai, kali khil gai
gajab ho gaya, jiya kho gaya, arre ho gaya
ek jhatka laga hai dil aise mera dhadka, dil aise mera dhadka
behti pani me dekho shola koi bhadka, haai shola koi bhadka
pehle gaya yeh dil, abb jan bhi jayegi
naa chain aayega, naa nind aayegi
sare shaher me ruswaiyan ho jayegi
badnam meri angdaiyan ho jayegi
jab se mili hai tere mere naina
tab se mai jagi sari sari raina
aankho me basja, mere dil me samaja
love you hamesha, meri bahon me aaja
yeh kaise ho jata hai, yeh naa jane kab ho jata hai
yeh sabko ho jata hai, hamako bhi yeh pyar ho gaya
aankho me basja, mere dil me samaja
love you hamesha, meri bahon me aaja
ghata chha gai, najar mil gai, kali khil gai
gajab ho gaya, jiya kho gaya, arre ho gaya
chhupke chhupake aadhi rat ko mai jagi, aadhi rat ko mai jagi
ghar se nikal aai tere sang bhagi, tere sang bhagi
naa darr kisi se, tujhe sine se laga lunga
dekhe naa koi tujhe, aankho me chhupa lunga
ja mere raja, baja sath leke aaja naa
le ja mujhe, barat leke aaja naa
kya band baja aur kaise barati
mai aur tu, ham hai baby janmon ke sathi
aankho me basja, mere dil me samaja
love you hamesha, meri bahon me aaja
yeh kaise ho jata hai, yeh naa jane kab ho jata hai
yeh sabko ho jata hai, hamako bhi yeh pyar ho gaya
aankho me basja, mere dil me samaja
love you hamesha, meri bahon me aaja
the tamil original - margazhi poove from the movie may madham - is a class
apart. in this hindi version they have made words fit into the tune. i feel
several of rahman's tamil originals fare way better than their hindi
counterparts.