tere aane ki jab khabar mahke
tere aane ki jab khabar mahke
tere khushbu se sara ghar mahke
tere aane ki jab khabar mahke
tere khushbu se sara ghar mahke
sham mahke tere tasavvur se
sham mahke tere tasavvur se
sham ke baad phir sahar mahke
sham ke baad phir sahar mahke
tere aane ki jab khabar mahke
tere khushbu se sara ghar mahke
raat bhar sochta raha tujhko
raat bhar sochta raha tujhko
zahan-o-dil mere raat bhar mahke
zahan-o-dil mere raat bhar mahke
tere aane ki jab khabar mahke
tere khushbu se sara ghar mahke
yaad aaye to dil munavvar ho
yaad aaye to dil munavvar ho
did ho jaye to najar mahke
did ho jaye to najar mahke
tere aane ki jab khabar mahke
tere khushbu se sara ghar mahke
wo ghadi do ghadi jaha baithe
wo ghadi do ghadi jaha baithe
wo jami mahke wo shajar mahke
wo jami mahke wo shajar mahke
tere aane ki jab khabar mahke
tere khushbu se sara ghar mahke
मेरी जिंदगी की सबसे जायदा मन को छुने वाली गजल गाई हे जगजीत सिंह जी ने इस
गजल को
आँखे बन्द कर के सुनने का मजा ही कुछ अलग
हे।एसा लगता हे की हम इस दुनिया से दूर किसी
अनजान दुनिया में पहुंच गए हे इसको सिर्फ
मेहसूस किया जा सकता है बयान नही कर
सकते ।